Posts

Showing posts from February, 2005

Wisdom

"Life is a tragedy for those who feel. It is a comedy for those who think." May be it is a action movie for those who act :)

Ghulam Ali and Jagjit Singh concert

Since a lot of people have been reaching on my site searching for the Jagjit Singh and Ghulam Ali concert, I thought I would put up the relevent information. Date : 5th March Venue: Tickets: priced at 250, 500 and 1000/- available at Planet M, Pizza Corner and some more places. will update it soon.

KFC vs MacD

Veg Burger at KFC (in Forum Mall to be specific) sucks big time. I took the crispy one and if that was a crispy one, God have mercy on the normal one. MacD wins hands down. It is not on thin air that they have built such a fortune. They rock !!

bahut bechain hai ye dil mera !!

bahut bechain hai ye dil mera, ki aaj kisne hume yaad kiya? mili sharaab ya aankh ke aansoo, ki humne jo bhi piya khoob piya. Hansi khushi umeeden baad-e-vafaa, mila tha jo bhi sabko baant diya. liya Zindagi ko humne aade haath her pal, Aur zindagi ne bhi bharpoor inteqaam liya. dekh yoon zindagi ka haal abhaga bola, jiya jiya, na jiya to bhi aisa kya na jiya.

raaj-e-mohabbat jin dilon me hote hain

Raaj-e-mohabbat jin dilon me hote hain, voh kuch chup chap se, khaamosh se kyon hote hain? mahakte hain chaman jin gulon ki khushbu se, subeh do ashk unki aankh me kyon hote hain? na ki parwah kuch zinda main jab tarapta tha, mere marne pe voh kyon zaar zaar rote hain? lagaaye daag kaise aadmi ne seene pe, zamin ke, abr her ek roj aake dhote hain. ye bahaaren, ye mahfilen, ye khushi ka aalam, aur hum badhavaas se, khaamosh baithe rote hain. Na ker tu gam mere dil ab kisi ke khone per, voh kahan paate hain jo kuch bhi nahi khote hain.

Saturday Night Fever

Another gem from Hussain brothers. I got two more of their albums yesterday which takes the count to 11 now. Once again, you have to listen to this one to understand why it is here and what does it have to say that you cannot read. Meri uljhan se mere saath ulajhne vala, koi to hota meri baat samajhne vala. Aaine teri to sakhiyan hain voh aankhen, ye bata, kiske khwaab un me sanjoye hai sanwarne vala. Apna dil bhi vo kasauti pe kabhi to rakhe, mere ahsas ka maghmoom parakhne vala. [maghmoom - woe] abke aaye jo koi abr to kuch aisa khayaal, meri aankhon ki tarah roj barasne vala. -- Priyadarshi Thakur Khayal Jagjit Singh and Ghulam Ali are giving a combined concert in Bangalore on 5th of March. Guess who is excited about it :)

From the days of yore

here is something for you (old movie posters)