थके थके से कदम !!

थके थके से कदम दिल का बोझ सहते हैं ,
ज्यों लद के फूल से दरख्त झुके रहते हैं ।

कभी उदास हो कर दिल भी हमसे कहता है,
बातें वही जो सब दुनिया के लोग कहते हैं ।

दीवाने दिल के हाथों इस तरह मजबूर हैं कुछ,
गुनाह कर नही सकते, सज़ायें सहते हैं ।

कभी छलके थे मेरी आंख से जो दो आंसू,
अब हर एक शख्स की आंखों से देखो बहते हैं ।

Comments

Anonymous said…
padh ke aapki kavitayi, hum bhi kavi banne ki sochte hain
par ek pankti likh kar hi kagaz ke tukde kar dete hain

kuch lay nahin mil pata, kuch rang nahin jam pata
kuch baat nahin ban pati, agli pankti likhne se darte hain

thak haar ke aayne mein soorat ko jab apni dekhte hain
kahan kami reh gayi hai, betaab hoke use jab dhoonte hain

dil kehta hai tab "moorakh! kavi banne chala hai!
chane ke ped par aam kabhi hote hain?"

hatash aur niraash, apne aap se khafa
wapas aakar Internet par blog ko aapke padhte hain.
Meri urdu kaafi acchi nahi hai aur mera jhukaav abhi bhi hindi ke prati hi hai isliye shayad mer areview biased hoga. Tum bahut accha likhte ho abhaya, sabse badi baat yah hai ki tumhari kavita mein feelings satah par sirf float nahi karti, gaharayi tka utarti hain. Shayad ise sacchai kahna chahiye, par wo saaf jhalakti hai tumahri rachanyon mein. Par ye bhi sach hai ki jitna ras aur jitna bhaav tumhari hindi ki kavitayon mein hota hai uski koi tulana nahi ki jaa sakti gazalon se.
Roopak said…
en aanshuon main bhi ek dard chhipa hai, tumse ye khud ba khud kahte hain.
esliye shayad ye thakey thakey se kadam dil ke har bojha sahte hain.

Popular posts from this blog

बिछड़ते दोस्तों के नाम

क्या लिखूं?

Do nightmares qualify for dreams?